Search

Sponsored Links

Pages

Archives

Categories

Meta

Funny Shayri
Khubsurat kya keh diya unko,
Hum ko chod kar wo sheeshe ke ho gaye.
Tarasha nahi tha to “PATHAR” the,
Tarash diya to “KHUDA” ho gaye.

Gulshan ka har khwaab bahaaron mein qaid hai
lagta hai dariya bhi kinaro mein qaid hai
ab uski yaadon se nikla nahi jata
koi hai jo dil ki diwaro me kaid hai

posted by aakash

Amazing Shayari
Arz kiya hai.
Transactions bante hain … Errors ka sama hota hai …
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai .
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte …
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai …
(wah wah … wah wah)

posted by aakash