Archive for the 'Dard Shayari' Category

Teri yaad se rishta kal bhi tha

Friday, June 13th, 2008

Teri yaad se rishta kal bhi tha
teri yaad se rishta aaj bhi hai,,

Dil apna dukhta kal bhi tha
dil ye udaas aaj bhi hai,,

Jo pyar hum tum karte they
woh pyar to zinda aaj bhi hai,,

Hum bichad gaye is doori mein
tum door ho majboori mein,,

Kabhi waqt mile to chali ana
khula dil ka darwaza aaj bhi hai,,

Na sataao, na tadpaao….. .
na mehfil mein yu tanha chodo,

Teri yaad me jaage kal bhi they,
teri yaad me jaage aaj bhi hain……

addthis_url = ‘http%3A%2F%2Fshayari.co.in%2Fshayari%2Fteri-yaad-se-rishta-kal-bhi-tha%2F345′;
addthis_title = ‘Teri+yaad+se+rishta+kal+bhi+tha’;
addthis_pub = ”;

Teri yaad

Sunday, June 8th, 2008

Teri yaad se rishta kal bhi tha
teri yaad se rishta aaj bhi hai,,

Dil apna dukhta kal bhi tha
dil ye udaas aaj bhi hai,,

Jo pyar hum tum karte they
woh pyar to zinda aaj bhi hai,,

Hum bichad gaye is doori mein
tum door ho majboori mein,,

Kabhi waqt mile to chali ana
khula dil ka darwaza aaj bhi hai,,

Na sataao, na tadpaao….. .
na mehfil mein yu tanha chodo,

Teri yaad me jaage kal bhi they,
teri yaad me jaage aaj bhi hain……

addthis_url = ‘http%3A%2F%2Fshayari.co.in%2Fshayari%2Fteri-yaad%2F343′;
addthis_title = ‘Teri+yaad’;
addthis_pub = ”;

Bas apna yeh hi muqadar hoga

Sunday, June 8th, 2008

 Jab bhi tanha baitha hoga, Usne mujhko socha hoga

 Meri aankhon mein aansoo hoga, Uska daaman bheega hoga

 Koi mujhko chuu kar guzra, Khusboo ka ek jhonka hoga

 Raiza raiza hoon main kab se, Woh bhi pal pal bikhra hoga

 Barkha rut ki baarish barsi, Koi khul kar roya hoga

 Aankhein rakh kar darwaaze mein, Shayad rasta takta hoga

 Uski khaad ko bhi na chhu saku, Bas apna yeh hi muqadar hoga

addthis_url = ‘http%3A%2F%2Fshayari.co.in%2Fshayari%2Fbas-apna-yeh-hi-muqadar-hoga%2F342′;
addthis_title = ‘Bas+apna+yeh+hi+muqadar+hoga’;
addthis_pub = ”;