August 19
Unhe chahana hamari kamzori hai, Unse keh nahi pana hamari majburi
hai, Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko, Kya pyaar ka izhaar
karna zaruri hai
Koi ankhonm akhon se baat kar leta hai,
koi ankhon ankhon main mulakat kar leta hai
Bada mushkil hota hai jawab dena
jab koi khamosh reh kar sawal kar leta hai.
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.