Common lines after people got drunk
6. Mai teri Dil Se Izzat Karta hu…
7. Abe bol daal aaj usko, aar yaa paar….
8. Aaj saali Chad nahi rahi hai kya bat hai…
9. Tu Kya samajh raha hai mujhe chad gayi hai…
10. Ye mat samajh ki piye me bol raha hu…
11.Abe yaar kahin kam to nahi padegi itnee…
12. Chhote, Ek Ek Chhota aur ho Jae…
14. Dekh raha tha ki chaadi to nahin hai…..
15. Kuchh bhi hai par saala Bhai hai Apna…
16. Tu Bolna Bhai, kya chahiye…Jaan chahiye hazir hai Huh
17.Abe mere ko aaj tak nahi Chadee…shart laga saala aaj tu..
18. Chal teri baat karata hoon usse, phone number de uska…
19 . Yaar aaj uski bahut yaad aa rahi hai..
20. Abe sabne finish kar li tu kya kar raha hai chal khaali kar esko.
21. Abe jaldi kaahe ki abhi raat apni hai aur kal chutti hai.
1. saali cigrette khatam ho gayi
2. yaar miss call maar mera mobile nahi mil raha.
3. yaar ab koi dhaaba khula hoga kya?
4. abe bike ki chaabi nahi mil rahi..
1. aur shaam ko kya kar raha hai chal aaj shaam ko ho jaye.
2. chal yaar ye to sunday ko bhi ho jaayega kyun tension leta hai
3. oye teri party due hai es saturday ko tyaar rahiyo
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.